Monday, January 11, 2016

⛔Whatsapp Ke Zariye Quran Ki Aayaat Ya Ahadees Send Karna Kaisa Hai❓

Whatsapp Ke Zariye Quran Ki Aayaat Ya Ahadees Send Karna Kaisa Hai

Aap Aayat Ya Hadees Ka Tarjumah To Likh Kar Forward Kar Sakte Hain Ismein Koi Burai Nahi Hai Or Ye Bilkul Durust Hai.

Lekin Kisi Aayat Ya Hadees Ko Roman Urdu Mein Likh Kar Forward Na Karen.
Quran Majeed To Roman Mein Isliye Likhna Mamnoo Hai Kiunki Quran Majeed Ko Baghair Rasm e Uthmaani Ke Likhna Mana Hai or Ismein Tahreef Ka Bhi Khatra Hai or Bhi Kai Pareshaniyan Isse Paida Hoti Hain.
Rahi Baat Hadees Ko Roman Mein Likhne Ki To Isse Bhi Tahreef Ka Khatra Hai.
Isliye Plz Quran o Hadees Ko Roman Mein Na Likhen.


Plz Share

0 comments:

اگر ممکن ہے تو اپنا تبصرہ تحریر کریں

اہم اطلاع :- غیر متعلق,غیر اخلاقی اور ذاتیات پر مبنی تبصرہ سے پرہیز کیجئے, مصنف ایسا تبصرہ حذف کرنے کا حق رکھتا ہے نیز مصنف کا مبصر کی رائے سے متفق ہونا ضروری نہیں۔

اگر آپ کوئی تبصرہ کرنا چاہتے ہیں تو مثبت انداز میں تبصرہ کر سکتے ہیں۔

اگر آپ کے کمپوٹر میں اردو کی بورڈ انسٹال نہیں ہے تو اردو میں تبصرہ کرنے کے لیے ذیل کے اردو ایڈیٹر میں تبصرہ لکھ کر اسے تبصروں کے خانے میں کاپی پیسٹ کرکے شائع کردیں۔